PUT YOUR PARSED ADSENSE CODE HERE
Best Urdu Allama Iqbal Poetry SMS Free
Sar Shak-E-Chashm-E-Muslim Mein Hai Neesan Ka Asar Paida
Khalil-Allah (A.S.) Ke Dariya Mein Hon Ge Phir Guhar Paida
-------------------------------
Zameer-E-Laila Mein Roshan Chiragh-E-Arzo Kar De
Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justajoo Kar De
-------------------------------
Woh Chashm-E-Paak Been Kyun Zeenat-E-Bargistawan Dekhe
Nazar Ati Hai Jis Ko Mard-E-Ghazi Ki Jigar Tabi
-------------------------------
Tarap Sehan-E-Chaman Mein, Aashiyan Mein, Shakhsaron Mein
Juda Pare Se Ho Sakti Nahin Taqdeer-E-Seemabi
-------------------------------
Asar Kuch Khawab Ka Ghunchon Mein Baaki Hai To Ae Bulbul!
” Nawara Talakh Tar Meezan Choo Zauq-E-Nagma Kamyabi “
-------------------------------
Daleel-E-Subh-E-Roshan Hai Sitaron Ki Tunak Taabi
Ufaq Se Aftab Ubhra, Gya Dour-E-Garan Khawabi
-------------------------------
Hai Nafs Kay Haathon Tu Majboor Kitna
Sub jaan k b hai aaj la shaoor kitna
Jis chehry ne hai 1 din matti men mil jaana
Us chehry pe hai tujhe ghuroor kitna
1 sajde k inkaar ne Iblees ko shetaan bana dia
Tu khud jaan ly tera hai qusoor kitna
Jin ki sunnat pe chalna tujhe gawaara nahi
Tery waasty roye thy woh huzoor kitna
Tu ne chakhi hai faqat gunahon ki lazzat
Tu kya jaane A Muslim Zikr-E-Elaahi men hai suroor kitna
-------------------------------
Wo So Raha Hay to Usay Sonay Do
” Iqbal “
Ho Sakta Hay Ghulami Ki Neend Mein Wo Khuwaab Azaadi Kay Daikh Raha Ho
-------------------------------
Jannat ki sair kr raha tha k raat ho gai
!== Iqbal ==!
Subha ko jb aankh khuli to sar MAA ki aghosh main tha….!
-------------------------------
0 comments : Post Yours! Read Comment Policy ▼
PLEASE NOTE:
We have Zero Tolerance to Spam. Chessy Comments and Comments with Links will be deleted immediately upon our review.
Post a Comment
Your feedback is always appreciated. We will try to reply to your queries as soon as time allows.
Note:
1. To add HTML CODE in comments then please use our HTML Encoder
2. You can always Test the tutorial on our HTML Editor
3. Please do not spam Spam comments will be deleted immediately upon our review.
Regards,
Imtiaz Ahmed